Sunday 18 February 2018

History Of Islam Post 86

✨🌹✨🌹✨🌹✨🌹✨🌹✨

       *🌹بِسْــــــمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِیْمِ🌹*
     *اَلصَّــلٰوةُوَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَارَسُوْلَ اللّٰهﷺ*

✨♻✨♻✨♻✨♻✨♻✨

🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻
​        *📖 History Of Islam ✍🏻*
🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺

*🅿art 8⃣6⃣*

*Hazrat Ibrahim Alaihissalam Ko Aag Mein Kaise Dala Gaya?*

🏵Jab Tamam Logon Ne Mil Kar Chalis Din Mein Aag Jalane Ka Intezam Kar Liya To Phir Aag Lagayi Gayi Aur Aag Ke Shole Is Qadar Buland Hone Lage Ki Iske Upar Fiza Mein Koi Parinda Bhi Nahin Ud Sakta Tha

🍀Jab Aag Bahut Zyada Tez Ho Gayi To Iski Hararat Bahut Door Door Tak Phail Gayi Aur Iske Nazdeek Jana Kisi Ke Bas Ki Baat Nahin Thi Lihaza Kuffar Pareshan Ho Gaye Ki Ab Ibrahim Alaihissalam Ko Aag Mein Kaise Dala Jaye To Shaitan Ne Aa Kar Unki Rehnumayi Karte Huye Bataya Ki Ek "Manjaneeq" Banao Aur Rassiyo Se Usme Jakad Kar Hazrat Ibrahim Ko Aag Mein Phenk Do Aur Ye Dunya Ki Pehli Manjaneeq Thi Aur Phir Baad Mein Iska Istemal Jungo Mein Hone Laga Jisse Pathhar Ke Gole Pheke Jate The

👁‍🗨Hazrat Ibrahim Ko Jab Rassiyo Se Bandh Kar Aag Mein Phenka Gaya To Aasman Aur Zameen Ki Tamam Makhlooq Ne Allah Ta'ala Se Faryad Karni Shuru Kar Di Ki,
Aye Mere Maula! Is Zameen Par Hazrat Ibrahim Ke Siwaye Koi Teri Ibadat Karne Wala Nahin Aur Aaj Use Jalaya Ja Raha Hai Aur Sab Pareshan The Ki Ab Kya Hoga?...(1)

*📮Post Is Continue...*
┄─━━━━□□□━━━━─┄

*📚References :-*
(1) کتب تفاسیر

*✍Post Created By :-*

*Muhammad Sabir Ismayeeli Qadri Razvi*
┄─━━━━□□□━━━━─┄

♻🌼♻🌼♻🌼♻🌼♻🌼♻
 ┍━━━━━━━──────┄┄┄◉        
       *🌹sᴀʀᴋᴀʀ ᴋɪ ᴀᴀᴍᴀᴅ ɢʀᴏᴜᴘ🌹*
   ┋     *☏ +91 9801999816*
   ┋     *☏ +91 7277609786*
   ┋     *☏ +91 9934466896*
   ┋     *☏ +91 8804971373*
   ┕━━━━━━━──────┄┄┄┄┄┄◉
*👥Group Join Karne Ke Liye Uper Diye Gaye Number Par Hame Messege Kare📲*
♦♦♦🔸🔸🔹🔹♦♦♦
🕹 _*BLOGGER*_
📧 http://Sarkarkiaamad.blogspot.com

♦♦♦🔸🔸🔹🔹♦♦♦

🌎 Send To All World's People 🌎
   *📖 ιѕℓαм ѕαв кє ℓιує нαι 📖*

♦♦♦🔸🔸🔹🔹♦♦♦
 ❖✦✺✦❖✦✺✦❖✦✺✦❖✦✺✦
_*☝ʜᴀᴍᴀʀɪ ᴅᴀᴀᴡᴀᴛ ᴇk sᴀᴄᴄʜᴇ ᴅᴇᴇɴ kɪ ᴛᴀʀᴀғ*_
❖✦✺✦❖✦✺✦❖✦✺✦❖✦✺
*_✏ आओ इल्म -ए-दीन सीखें....✍🏻_*

⚜♻⚜♻⚜♻⚜♻⚜♻⚜

No comments:

Post a Comment