Saturday 17 February 2018

History Of Islam Post 107

🌷💐🌷💐🌷💐🌷💐🌷💐🌷

       *🌹بِسْــــــمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِیْمِ🌹*
     *اَلصَّــلٰوةُوَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَارَسُوْلَ اللّٰهﷺ*

🌷💐🌷💐🌷💐🌷💐🌷💐🌷

🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻
.           *📖 History Of Islam ✍🏻*
🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺

*🅿art 1⃣🅾7⃣*

*Hazrat Is'haq, Hazrat Ismayeel Aur Hazrat Yaqoob Alaihimussalam Nabi Huye*

🌻Hazrat Ismayeel Alaihissalam Ki Paidayish Ke 14 Saal Baad Hazrat Is'haq Alaihissalam Ki Paidayish Huyi...(1)

💙Allah Ta'ala Irshad Farmata Hai Ki,
*_Aur Humne Use (Ibrahim Alaihissalam Ko) Is'haq Aur Yaqoob Ata Kiye Aur Har Ek Ko Gaib Ki Khabrein Batane Wala (Nabi) Kiya_*...(2)

💬Hazrat Ibrahim Alaihissalam Ke Dono Bete Nabi Huye Aur Dono Hi Bade Nek The Lihaza Ek Martaba Hazrat Ismayeel Alaihissalam Apne Ek Sathi Ke Sath Kahin Ja Rahe The To Sheher Ke Qareeb Pahunchne Par Aapne Apne Sathi Se Kaha Ki Tum Khana Khareed Kar Le Aao Aur Main Yahi Baithta Hoon Ya Tum Yahan Baitho Aur Main Khana Le Kar Aata Hoon Aur Phir Aapne Farmaya Ki,
Main Yahan Tumhara Intezar Karunga Aur Tum Hi Chale Jao Aur Khana Khareed Kar Le Aao Lihaza Aapka Sathi Chala Gaya Aur Bhool Gaya Aur Teen Dino Ke Baad Ise Yaad Aaya To Wahan Laut Kar Aaya To Dekha Ki Aap Wahin Maujood The To Usne Bade Tajjub Se Puchha Ki, Tum Abhi Tak Yahin Ho! To Aapne Farmaya Ki,
Haan! Wade Ke Mutabiq Muntazir To Rehna Hi Tha...(3)

*📚References :-*
(1) تفسیر جمل علی الجلالین، ص۱۸۵
(2) مریم، ۶:۱۶
(3) حاشیہ جلالین، ص۲۵۷


*📮Post Is Continue...*

🌺🌺🌺🌼🌸🌸🌸🌼🌺🌺🌺

    ╭════════════╮
        *sᴀʀᴋᴀʀ ᴋɪ ᴀᴀᴍᴀᴅ ɢʀᴏᴜᴘ*
        ┋     *☏ +91 9801999816*
        ┋     *☏ +91 7277609786*
        ┋     *☏ +91 9934466896*
        ┋     *☏ +91 8804971373*                      
    ╰════════════╯

*👥Group Join Karne Ke Liye per Diye Gaye Number Par Hame Messege Kare📲*
♦♦♦🔸🔸🔹🔹♦♦♦
🕹 _*BLOGGER*_
📧 http://Sarkarkiaamad.blogspot.com
♦♦♦🔸🔸🔹🔹♦♦♦

🌎 Send To All World's People 🌎
   *📖 ιѕℓαм ѕαв кє ℓιує нαι 📖*

♦♦♦🔸🔸🔹🔹♦♦♦
 ❖✦✺✦❖✦✺✦❖✦✺✦❖✦✺✦❖
_*☝ʜᴀᴍᴀʀɪ ᴅᴀᴀᴡᴀᴛ ᴇk sᴀᴄᴄʜᴇ ᴅᴇᴇɴ kɪ ᴛᴀʀᴀғ*_
❖✦✺✦❖✦✺✦❖✦✺✦❖✦✺✦❖
*_✏ आओ इल्म -ए-दीन सीखें....✍🏻_*

🌷💐🌷💐🌷💐🌷💐🌷💐🌷

No comments:

Post a Comment