Saturday 17 February 2018

History Of Islam Post 93

✨🌹✨🌹✨🌹✨🌹✨🌹✨

       *🌹بِسْــــــمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِیْمِ🌹*
     *اَلصَّــلٰوةُوَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَارَسُوْلَ اللّٰهﷺ*

✨♻✨♻✨♻✨♻✨♻✨

🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻
.           *📖 History Of Islam ✍🏻*
🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺

*🅿art 9⃣3⃣*

*Hazrat Ibrahim Alaihissalam Aur Namrood*

☀Namrood Ko Jab Pata Chala Ki Ibrahim Kisi Aur Khuda Ki Ibadat Ka Hukm Deta Hai To Namrood Ne Hazrat Ibrahim Ko Bulaya Aur Puchha Ki,
Tumhara Rab Kaun Hai?

🌕Hazrat Ibrahim Alaihissalam Ne Farmaya Ki,
Mera Rab Wo Hai Jo Zinda Karta Hai Aur Marta Hai...(1)
Yani Ki Jismo Mein Jaan Paida Karta Hai Aur Maut Bhi Deta Hai Magar Namrood Ki Bewkoofi Dekhiye Ki Usne Do Logon Ko Bulaya Aur Inme Se Ek Ko Qatal Kiya Aur Ek Ko Chhod Diya Aur Kehne Laga Ki Main Bhi Maut Deta Hoon Aur Zindagi Deta Hoon Magar Use Ye Pata Nahin Ki Paida Karna Aur Hota Hai Aur Chhod Dena Aur Hota Hai

💬Namrood Ne Jo Daleel Qayam Ki Usme Dawa Bhi Tha Lihaza Hazrat Ibrahim Alaihissalam Ne Uska Zabardast Radd Farmate Huye Irshad Farmaya Ki,
Beshak Allah Suraj Ko Mashriq Se Lata Hai To Isko Maghrib Se Le Aa To Hosh Ud Gaye Kafir Ke...(2)

⚠Jab Namrood Ne Ye Suna To Wo Lajawab Ho Gaya Aur Uske Hosh Ud Gaye Aur Wo Zaleel Hua Phir Kehne Laga Ki Jao Mere Paas Tumhare Liye Koi Galla Nahin Hai Tum Apne Khuda Se Mango Wahi Tumhein Dega

*📮Post Is Continue...*
   ┄─━━━━□□□━━━━─┄

*📚References :-*
(1) البقرہ، ۳:۳
(2) البقرہ، ۳:۳

*Post Created By :-*

*Muhammad Sabir Ismayeeli Qadri Razvi*
   ┄─━━━━□□□━━━━─┄

♻🌼♻🌼♻🌼♻🌼♻🌼♻
 ┍━━━━━━━──────┄┄┄◉        
       *🌹sᴀʀᴋᴀʀ ᴋɪ ᴀᴀᴍᴀᴅ ɢʀᴏᴜᴘ🌹*
   ┋     *☏ +91 9801999816*
   ┋     *☏ +91 7277609786*
   ┋     *☏ +91 9934466896*
   ┋     *☏ +91 8804971373*
   ┕━━━━━━━──────┄┄┄┄┄┄◉
*👥Group Join Karne Ke Liye Uper Diye Gaye Number Par Hame Messege Kare📲*
♦♦♦🔸🔸🔹🔹♦♦♦
🕹 _*BLOGGER*_
📧 http://Sarkarkiaamad.blogspot.com

♦♦♦🔸🔸🔹🔹♦♦♦

🌎 Send To All World's People 🌎
   *📖 ιѕℓαм ѕαв кє ℓιує нαι 📖*

♦♦♦🔸🔸🔹🔹♦♦♦
 ❖✦✺✦❖✦✺✦❖✦✺✦❖✦✺✦
_*☝ʜᴀᴍᴀʀɪ ᴅᴀᴀᴡᴀᴛ ᴇk sᴀᴄᴄʜᴇ ᴅᴇᴇɴ kɪ ᴛᴀʀᴀғ*_
❖✦✺✦❖✦✺✦❖✦✺✦❖✦✺
*_✏ आओ इल्म -ए-दीन सीखें....✍🏻_*

⚜♻⚜♻⚜♻⚜♻⚜♻⚜

No comments:

Post a Comment