Saturday 17 February 2018

History Of Islam Post 94

✨🌹✨🌹✨🌹✨🌹✨🌹✨

       *🌹بِسْــــــمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِیْمِ🌹*
     *اَلصَّــلٰوةُوَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَارَسُوْلَ اللّٰهﷺ*

✨♻✨♻✨♻✨♻✨♻✨

🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻🔻
           *📖 History Of Islam ✍🏻*
🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺

*🅿art 9⃣4⃣*

*Namrood Ke Hosh Kaise Ud Gaye?*

☘Jab Hazrat Ibrahim Alaihissalam Ne Ye Farmaya Ki, Mera Rab Mashriq Se Suraj Ko Nikalta Hai Aur Agar Tu Khuda Hai To Maghrib Se Nikal Kar Dikha To Namrood Ke Hosh Ud Gaye Aur Lajawab Ho Gaya Magar Yahan Ye Sawal Zehan Mein Aata Hai Ki Namrood Chahta To Keh Sakta Tha Ki, Mashriq Se To Suraj Main Nikalta Hoon Tum Apne Rab Se Kaho Ki Ise Maghrib Se Nikale Magar Namrood Ne Aisa Na Kaha Kyunki Wo Mabhoot Ho Gaya Aur Uske Hosh Udne Ki Wajah Ye Ho Sakti Hai Ki Namrood Ne Jab Hazrat Ibrahim Ko Aag Mein Salamat Dekha To Samajh Gaya Ki Jab Iska Rab Ise Itni Bhayanak Aag Se Bacha Sakta Hai To Wo Suraj Ko Bhi Maghrib Se Nikal Sakta Hai...(1)

🤙Ek Wajah Ye Bhi Ho Sakti Hai Ki Allah Ta'ala Ne Apne Khaleel Hazrat Ibrahim Alaihissalam Ki Imdad Farmayi Ki Namrood Ko Zaleel Kar Diya Gaya Aur Uske Zehan Se Aise Aitrazaat Nikal Diye Gaye Aur Uski Aqal Mein Ye Na Aa Sake...(2)

🌻Yahi Baat Zyada Sahih Hai Jo Dono Qaulo Mein Shamil Hai Chahe Ye Munazra Aag Ke Waqiye Ke Baad Hua Ho Ya Pehle

*📮Post Is Continue...*
┄─━━━━□□□━━━━─┄

*📚References :-*
(1) تفسیر نجوم الفرقان، ج۶، ص۲۳۹
(2) تفسیر نجوم الفرقان، ج۶، ص۲۳۹

*✍Post Created By :-*

*Muhammad Sabir Ismayeeli Qadri Razvi*
┄─━━━━□□□━━━━─┄
♻🌼♻🌼♻🌼♻🌼♻🌼♻
 ┍━━━━━━━──────┄┄┄◉        
       *🌹sᴀʀᴋᴀʀ ᴋɪ ᴀᴀᴍᴀᴅ ɢʀᴏᴜᴘ🌹*
   ┋     *☏ +91 9801999816*
   ┋     *☏ +91 7277609786*
   ┋     *☏ +91 9934466896*
   ┋     *☏ +91 8804971373*
   ┕━━━━━━━──────┄┄┄┄┄┄◉
*👥Group Join Karne Ke Liye Uper Diye Gaye Number Par Hame Messege Kare📲*
♦♦♦🔸🔸🔹🔹♦♦♦
🕹 _*BLOGGER*_
📧 http://Sarkarkiaamad.blogspot.com

♦♦♦🔸🔸🔹🔹♦♦♦

🌎 Send To All World's People 🌎
   *📖 ιѕℓαм ѕαв кє ℓιує нαι 📖*

♦♦♦🔸🔸🔹🔹♦♦♦
 ❖✦✺✦❖✦✺✦❖✦✺✦❖✦✺✦
_*☝ʜᴀᴍᴀʀɪ ᴅᴀᴀᴡᴀᴛ ᴇk sᴀᴄᴄʜᴇ ᴅᴇᴇɴ kɪ ᴛᴀʀᴀғ*_
❖✦✺✦❖✦✺✦❖✦✺✦❖✦✺
*_✏ आओ इल्म -ए-दीन सीखें....✍🏻_*

⚜♻⚜♻⚜♻⚜♻⚜♻⚜

No comments:

Post a Comment